MERI MAASTARNI MARY
Hai meri ek maasterni..
naam hai uska Mary...
class le raha mein uski..
woh waat laga rahi meri...
Kahe mujhse Mary suno punit bhai..
karo tum bhi ab 'thodi' padhai..
bahut huey din masti ke..
meligi na ab tumhe reehai..
Deti homework woh har baar..
som, budh, ya ho shukar waar..
mann karta hai lagau thappad..
bolu bund kar ab yeh attyachar..
itna bura tha nahi kabhi.. mera grade record..
understanding ka pehle kabhi aisa hua nahi discord..
linked list likhu, to kabhi likhu mein merge sort...
dimag ki batti ab bhuj chuki hai... sochu karu mein class abort..
Mary tune hai chheeni kyon..
yun saari khushiyaan meri..
aankhne band karu jab dikhe ...
bhooton si shakal haaey teri...
socha year hoga yeh 'merry'..
hogi life sunehri...
par phir kahin se aayi yeh Mary..
aur dala ga*d mein danda meri..
****Smiling Silly****
*****
Current Mood: Silly
Song: 'Ga*d mein Danda' by 'Bodhi Tree'
Ga*d mein danda le, teri ga*d mein danda le..
na baas ki bansi, na sone ka saaliya..
ga*d mein danda le... :)
naam hai uska Mary...
class le raha mein uski..
woh waat laga rahi meri...
Kahe mujhse Mary suno punit bhai..
karo tum bhi ab 'thodi' padhai..
bahut huey din masti ke..
meligi na ab tumhe reehai..
Deti homework woh har baar..
som, budh, ya ho shukar waar..
mann karta hai lagau thappad..
bolu bund kar ab yeh attyachar..
itna bura tha nahi kabhi.. mera grade record..
understanding ka pehle kabhi aisa hua nahi discord..
linked list likhu, to kabhi likhu mein merge sort...
dimag ki batti ab bhuj chuki hai... sochu karu mein class abort..
Mary tune hai chheeni kyon..
yun saari khushiyaan meri..
aankhne band karu jab dikhe ...
bhooton si shakal haaey teri...
socha year hoga yeh 'merry'..
hogi life sunehri...
par phir kahin se aayi yeh Mary..
aur dala ga*d mein danda meri..
****Smiling Silly****
*****
Current Mood: Silly
Song: 'Ga*d mein Danda' by 'Bodhi Tree'
Ga*d mein danda le, teri ga*d mein danda le..
na baas ki bansi, na sone ka saaliya..
ga*d mein danda le... :)
12
abhi tou tujhe jarurat hai.. woh ganna tujhe par bahut suit karta hai.. meri wasie hee iccha hou rahi hai.....
I agree with alok..[;)] and don't be such a loser!
Sachin and Alok: Both you assholes, if you haven't learned until now in life, learn this today that it is very easy to dispense advise...why dont you try to work on a project that is delayed by a month already and is going to be used by the whole univ and you are the only one responsible for it and take the toughest undergrad in your department and try to study for mcsd....
aur agar yeh sab saath mein karte waqt agar muh se ouch nikla..to pura danda ghusa doonga tum dono ki !@#$ mein... :)
sabki apni apni pblms houti hai but we have to face it...that doesnt mean kii tum usse bhag jaao... result is not impt but ur attitude counts... rather then leaving it in between atleast give a shot to succeed that is more impt...
Alok: Dude, that is exactly what I m telling you...all this is good in the books...but to follow it is extremely difficult...aur agar sahi attitude nahi hota to kabhi yeh class leta hi nahi in the first place...khair whatever...
He..ha..i would just say one word..LOSER!
arey lajawaab poetry..apne dil ke dard ko kuch panktiyon mein kya sahi tareekey se explain kiya hai...maan gaye ustaad!!!
Sachin: Loser kaun hai woh to tu bhi janta hai aur mein bhi betelal... aur agar nahi jaanta to waqt bhi bata dega..bus thoda time aur rukna padega.. :)
mary had a little lamb little lamb little lamb...mary had a little lamb...i cannot remember the second line....was it C ++ ??????
LOL :) dude u r too good at poetry.. Tu padhai - wadhai chod de, job-wob chod de, daadhi-waadhi badha, nadi kinare baith and poems likh.. teri isime bhalai hai :)
Venky: saccha dard hai betelal...direct dil se nikalta hoon mein gaaliyan uske liye..
Goblin: Mary has a bigger lamb now...me...
Mrinal: :) Mereko bhi wahi lagta hai... yeh coding mere baas ka kaam nahi hai..agar kisi din tujhe nadi kinare, haath mein pen aur paper lekar, khayalon mein khoya hua ek dhadi wala dikhe, to samajh lena mein hi hoon :)
vohohohoho....masta haal ho rahe hai re tere....ye jhakkas!
Post a Comment
<< Home